Ek Pyar Ka Nagma Hai Song Lyrics | Lata Mangeshkar | Mukesh |

"Ek Pyar Ka Nagma Hai" Song Sung By the two greatest singers "Lata Mangeshkar" and "Mukesh". Ek Pyar Ka Nagma Hai song's lyrics written by "Santosh Anand". This song Exclusively get prepared for the movie "Shor". 


Singer  Lata Mangeshkar & Mukesh
Song Writer  Santosh Anand

⇊ Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics ⇊


Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Kuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Toofan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chhaa kar dhal jaana hai
Parchhaiyan reh jaati
Reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai


Comments

Popular Posts

Summer of 69 Song Lyrics | Bryan Adams |

Dilbaro Lyrics in English ||Raazi|| Alia Bhatt || Harshdeep Kaur

Daru Badnaam kardi Lyrics By Kamal Kahlon & Param Singh